Dil Se…
chaahe tum kuch na kaho, maine sun liya… ke saathi pyaar ka, mujhe chun liya. chun liyaaaa..maine sun liyaa pehla nasha, pehla khummar naya pyaar hai, naya intezaar karloo mein kya apna haal ye dil ae bekaraar mere dil ae bekaraar , tu hi bata! [pehla nasha] udthaa hi phirum in hawaom mein kahi yaa mein jhool jaavu in ghattavom mein kahi. -2 ek kar doo aasman aur zameen kaho yaaron kya karu kya nahi [pehla nasha] usne baath ki, kuch aise dang se sapne de gaya woh hazaaron rang ke -2 rah jaau jaise mein haar ke aur choome vo mujhe pyaar se [pehla nasha] This entry was posted in Uncategorized . Bookmark the permalink .